Breaking

Wednesday 29 March 2017

insaan ki zindagi itni mukhtasir hai ke mohabbat


انسان کی زندگی اتنی مختصر ہےکہ محبت کا حق اداء نہیں 
کیا جاسکتا
ناجانے لوگ نفرت کےلئےاتناوقت کیسے نکال لیتے ہیں،
insaan ki zindagi itni mukhtasir hai ke mohabbat ka haq ada hamza nahi
kya ja sakta
najaney log nafrat ke liye itna waqt kaisay nikaal letay hain 

میرے خیال میں موت تکلیف دہ ہے لیکن اتنی نہیں جتنی کہ زندگی
mere khayaal mein mout takleef da hai
lekin itni nahi jitni ke zindagi

آنکوں کا ہے فریب یا عکس جمال ہے
آتی کیوں ہے نظر تیری صورت جگہ جگہ
aankhon ka hai fraib ya aks jamal hai
aati kyun hai nazar teri soorat jagah jagah

آج پھر بجھ گئے جل جل کے امیدوں کے چراغ
آج پھر تاروں بھری رات نے دم توڑ دیا
aaj phir bujh gaye jal jal ke umedon ke chairag
aaj phir taron bhari raat ne dam toar diya

میری مزاج میں اس میں کوئی قصور
تیرے سلوک نے لہجے بدل دیا ہے میرا
 aaj phir bujh gaye jal jal ke umedon ke chairag
aaj phir taron bhari raat ne dam toar diya  


No comments:

Post a Comment